Sir, aapki “Mumbai ka sabse bada struggler” wali line mere 5 saal ke bete ko bahot pasand hai, roz repeat karta hai ????. Main IT job mein hoon, par ab business start karna chahta hoon. Kam paise mein kya shuru kar sakta hoon? Aapki salah chahiye.