Aapki aawaz me Amitabh Bacchan ji ki jhalak si aati hai,Kya aapne apni aawaz Amitabh Bacchan ji ko copy kar ke banai hai?
Hello
Yeh to mere liye HONOR ki baat hai ki kahin bhi thoda sa bhi MahaNayak se naam juda, haan maine unko copy kiya hai kyuki wo mere kya sabke favorite hain lakin wo kabhi kabhi meri aawaz unko copy kar ke nahi banaiyi
Thank You
stay tuned
