Delhi ka population kitna hai?

Ab kya batayein aapko, bas yeh samjh lijiye ki bahut hai. Actually bahut toh nahin, kuch zyada hee bahut hai. Mera koi yogdaan nahin ismein lekin, kyunki mera khud ka koi bachha nahin hai :)